होम » हिंदी » डाटा रिकवरी » Hard Drive Se Format Hui File Ko Kaise Recover Kare – Jane Sabse Acha Samadhan

Hard Drive Se Format Hui File Ko Kaise Recover Kare – Jane Sabse Acha Samadhan

author
Published By Deepmala Pandey
Anuraag Singh
Approved By Anuraag Singh
Published On December 6th, 2021
Reading Time 3 Minutes Reading

Aaj ke jamane me sabhi log computer ka use karte hai. Aur apna important data save karte hai. Lekin unhe ye nahi pta ki computer hard drive me  save kiya hua data kbhi bhi delete ho jata hai. Kabhi kabhi intentionally or kabhi kbhi unintentionally. Es prakar ke problem ko solve krne ke liye hum es article ko likh rhe hai dhyn se pdhe or samadhan jane.

Bahut bar upbhogta jab bhi apne computer ya laptop me data save karte hai to kbhi kbhi unhe format disk ka message aata hai agr upbhogta galati se us message per click kar deta hai to veh apna important data kho deta hai. Aur unhe ye lagta hai data humesha ke liye delete ho gya.

upbhogta preshan ho jata hai kyoki unhe pata hi nahi hota ki data ko recover kase krna hai. Lekin agar aap bhi enme se ek hai to chinta na kare. Es samasya ka solution hum apko yha btaynge ap SysTools hard drive recovery tool ka upyog kar skte hai.

Yeh tool sabhi prakar ke lost data ko recover karta hai bina kisi data ke nuksan ke. To ab hum jante hai tool work kaise karte hai or hard drive se format hui file ko kaise recover karta hai.

Hard Drive Se Format Hui File Ko Recover Karne Ke Tarikey

  1. Aap hard drive recovery tool ko apne system me download and install kar sakte hai
    Download Now Purchase Now
  2. Ab aap formatted scan option pr click karke formatted data ko recover kar skte hai Hard Drive Se Format Hui File Ko Kaise Recover Kare
  3. Then ap apne data ko dekh sakte hai software panel me Hard Drive Se Format Hui File Ko Recover Kare
  4. Aant me aap apne files ko apne computer me save kar skte hai jaha ap chahe. Hard Drive Se Format Hui File Ko Kaise Recover Kare

Ye sare step ko follow karke ap hard drive se format hui file ko recover kar skte hai. Yeh tool sabhi tarah ke data files ko recover karta hai like photos, videos, audios, files and folders etc. Application deleted, corrupted and formatted files ko savadhani se recover karta hai. Yeh application exFAT, FAT (16, 32) and NTFS file format.

Es Tool Ke Faydemand Features

  • Yeh tool shift deleted data ko recover kar skta hai
  • Yeh tool multiple language ko support karta hai
  • Tool bahut sare type ka data recover karta like OST, PST, HTML, PPT, Documents etc.
  • Yes tool hard drive ke sare brands ko support karta hai such as LG, Sony, Sandisk, Toshiba, Samsung etc.
  • Tool Windows ke sabhi version ko support karta hai like Windows 10, 8, 8.1, 7 and all below version
  • Yes software advance search option provide karta hai

Nishkarsh

Es utility ka upyog karna bahut hi asan hai. Yeh tool bahut hi asaani se data ko recover karta hai. Yeh tool free demo version bhi pradan karta hai jisse user tool ki performance dekh skte hai or phir utility khridne hard drive se format hui file ko recover kar skte hai.

Connect With Us

+9111-28084986