होम » हिंदी » डाटा रिकवरी » Laptop Se Virus Kaise Hataye – Do Tarikey Jane

Laptop Se Virus Kaise Hataye – Do Tarikey Jane

author
Published By Deepmala Pandey
Anuraag Singh
Approved By Anuraag Singh
Published On December 6th, 2021
Reading Time 3 Minutes Reading

Dosto! Es article me aap janenge Laptop se virus kaise hataye aur Pen drive se virus kaise nikale. Aap apni life mein agar laptop ka use karte hai to phir apki files kabhi na kabhi virus se infact hui hogi. To sabse pehle hum janenge ki virus hamare system me aate kaise hai. Jab hum pen drive se data ko ek laptop se dusare laptop me transfer karte hai. To kbi kbhi pen drive se virus humare laptop me aa jate hai aur humara data virus infect ho jata hai. Aur hum apne jaruri data ka use ni kar pate hai to chaiye ab hum jante hai laptop se virus kaise hataye. Laptop se virus ko hatane ke do upay ke bare me hum discuss karenge. To chaliye fir start kate hai.

Antivirus Software ka Use Karke Laptop Me Se Virus Kaise Hataye

Sabse pehle aap apne laptop me koi trusted antivirus install kare. Uske baad turant apne laptop ko antivirus software se scan kare. Scan complete hone ke baad agar antivirus laptop mein padi files ko fix karne ke liye bol raha hai toh aap fix par click karke unn files ko fix kare aur uske baad hi laptop me se file ko open kare. Iss tarah se aap apne laptop mein se virus kaise hataye.

Laptop Se Virus Kaise Hataye – Third Party Software se

Agar apki file upper diye gye method se recover ni hoti hai to ap apne drive ko format karke uske baad aap SysTools Pen drive recovery tool ki madad se aap laptop se virus ko hata sakte hai. Yeh tool deleted, corrupted and formatted data ko recover karta hai bina kisi data loss ke. Yeh tool laptop se deleted video ko bhi recover karta hai. Us tool ka use karne ke liye niche diye gaye steps ka upyog kare.

Laptop Mein Se Virus Hataye Ke Steps

• Pehle ap Software ko download and install kare apne laptop me

Download Now Purchase Now

• Ab tool data recovery ke do option deta hai ek Scan and dusra Formatted Scan. Ap formatted scan option select kar skte hai laptop mein se virus kaise hataye
• Eske baad tool apko deleted data ka preview dikhata hai laptop virus kaise hataye
• Ab Tool apko data save karne ke liye do option dega pehla save selected data aur dusra sare data ko save karne ka option. Ap data save karne ka dono me se koi bhi option select kar skte hai
• Utility apko location deta hai. data ko save karne ka. Aur ap naya folder bhi bana sakte hai laptop virus kaise hataye
• Eske baad ap us location par jaa skte hai jo apne di thi aur aap sara data dekh sakte hai. laptop me se virus kaise hataye

Last Shabd

Es Article me mane laptop me se virus kaise hataye eske liye do method bataye hai esme aap koi ek method use karke apna data recover kar skte hai aur apne laptop se virus hata sakte hai. Agar ek bhi method apke liye upyogi hoga mera likhna safal ho jayega.

Connect With Us

+9111-28084986