होम » हिंदी » डाटा रिकवरी » Delete Ki Hui Call Recording Wapas Kaise Laye – Sabse Behatreen Samadhan

Delete Ki Hui Call Recording Wapas Kaise Laye – Sabse Behatreen Samadhan

author
Published By Deepmala Pandey
Anuraag Singh
Approved By Anuraag Singh
Published On September 11th, 2023
Reading Time 5 Minutes Reading

Hum apne smart phone ki memory ko bdhane ke liye SD card ka use karte hai. Humare phone me ya phir storage device me bahut sare data aise hote hai jo hmre liye waste hote hai. Jab hum unko delete karte hai tab kayi baar hum aanjane me important data ko bhi delete kr dete hai. Aisa karne ke baad hum regret karne ke alawa or kuch nahi kar skte. Lekin aj ke es technology ke jamane me har pareshani ka smadhan hai. Aaj hum apko bta rahe hai ki android phone se delete ki hui call recording wapas kaise laye.

Article start karne se pehle hum bata de ki agar apne call recording phone me save ki thi or usko wapas Lana chahte hai. To yha apke liye solution ni hai. Lekin agar apne recording SD card or pen drive me save ki hai to ap delete ki hui call recording wapas la sakte hai. Ap es article ko pura padhe aur samadhan jane.

Kya Hai Es Post Me

Delete Hui Call Recording Ko Kase Nikale

Mobile phone ki delete recording ko nikalne ke liye recover deleted audio files app jaise app uplabdh hai. Ense phone se delete Hui recording ke sath bhi gane audio, sound, ko bhi wapas la skte hai.

Delete hui call recording ko recover karne ke liye device ke default recorder app me bhi option aata hai. Aur agar apke recorder me deleted item ko dubra wapas lane ka option hai. To dusri kisi bhi app ka use bhi nahi krna hoga, But har mobile ka user interface alag alag hota hai.

Aur kisi ek android phone me jo option milte hai, vo option dusre phone me ni hote hai kyoki dial, Gallery, File Manager aadi option sabhi device me ek jaise ni hote hai.

Bina Kisi App ke Delete Ki Hui Call Recording Wapas Kaise Laye

  • Mobile phone ke recorder app se delete hui call recording ko wapas laya ja sakta hai. Aapne jo bhi chije record ki hai, ye sari chije deleted audio app se recover ki ja skti hai. But ye option kuch hi devices me milta hai.
  • Apke phone ki home screen par bahut sare apps dikhenge, enme se tools par click krke par recorder par click kare.
  • Esme apko right side me setting icon dekhega, es icon par click karde.
  • Yha par bahut sare options dekhenge, aur niche ki taraf scroll karne par recently deleted items naam ka option dikhega es pr click krde.
  • Abhi ap ko apni sare deleted call recording dikh jayegi, en pr click krke sun bhi sakte hai, yha par jis bhi recording ko recover krna chahte hai, par click krke restore ya recover wale option par click karke recording or Audio files ko b wapas la sakte hai.

Note:- Dhyan rakhe ki es tarike se aap apni 30 din tak ki hi deleted call recording ko recover kar paynge, agar apki recording 30 din se pehle ki hai, ya aapne bahut din ya mahine phle kisi audio file ko remove kiya hai to vo file wapas ni aayegi.

Memory Card Se Delete Hui Call Recording Ko Wapas Kase Laye Jane Sabse Simple Upay Yha

Jab bhi hum apna personal and professional call recording delete kar date hai. To unko wapas lana thoda muskil ho jata hai hmre liye agar hmare pass backup na ho to. Lekin chinta na kare hum apko yha sabse ache application ke bare me bataynge SysTools Memory card recovery data software jiske madad se aap call recording wapas la sakte hai bina kisi data ke nuskaan ke. Yeh utility memory se delete data ki recovery bhi karta hai.

Download Now Purchase Now

Yeh utility deletes, corrupted, aur format data ko memory card se wapas lane me help karta hai. Eski help se ap SD card se delete photos ki bhi recovery kar sakte hai. Es tool ki sabse khaas bat yeh hai ki yeh tool free demo version provide karta hai. Esme users apne data ko preview kar sakte hai uske baad vo software ko buy karn ka decision le sakte hai. To aaiye jante hai tool ka use kaise karna hai.

Tool ka Upyog Kaise Kare Jane Kuch Asan Tarike

Ap jo mai niche jankari de rhi hu uska upyog karke delete hui call recording ko wapas la sakte hai.

  • Sabse pehle apne memory ko card reader ki help se computer se jode uske baad application apne PC me install kare.
  • Jab software install ho jayega to apko scan ka option dega phir aap scan par click karke apne SD card ko scan Kare SD card se Delete Ki Hui Call Recording Wapas Kaise Laye
  • Ab ap apne restored data ko preview kar skte hai Delete Ki Hui Call Recording Wapas Kaise Laye
  • uske baad aap save option par click kare aur apni delete hui call recording ko save kare apne mnchahe jagah par. call recording delete wapas kaise laye

Final Words

Agar apko ye post acha laga ho to ap esko apne family or friends ko share kar skte hai. Taki un logo ko bhi aapki wajah se delete hui call recording wapas kaise kare ke bare me jankari prapt ho jaye. Jo ki humne es article me explain kiya hai.

FAQ’s

Q. 1 Mobile se delete call recording ko kaise recover kare

Ans. Mobile phone se deleted hui call recording app me dekh sakte hai, Esme sari media file ko recover kiya ja sakta hai.

Q. 2. Kya hum mobile phone se deleted voice recording bhi wapas la sakte hai?

Ans. Hanji, Es post me humne, sabse asan tarika btaya hai ki mobile phone se deleted recording kase recover kare.

Connect With Us

+9111-28084986