होम » हिंदी » डाटा रिकवरी » Mobile Se Delete Photo Ko Kaise Wapas Kare Jane Sabse Asan Tarika

Mobile Se Delete Photo Ko Kaise Wapas Kare Jane Sabse Asan Tarika

author
Published By Deepmala Pandey
Anuraag Singh
Approved By Anuraag Singh
Published On September 5th, 2023
Reading Time 5 Minutes Reading

Mobile se delete photo ko wapas kaise kare. Kai bar humri ya kisi or ki galati ki wajah se hamari jaruri ya personal images delete ho jati hai. Aise me hum unhe vapas bhi ni dekh sakte hai aisi sthiti me humare pass upset hone ke alawa or koi rasta nahi bchta hai. Agar ap bhi yahi mahsus kar rahe hai aur mobile se delete photo ko vapas lana chahte hai to yeh article apke liye helpful hai.

Yeha jane delete huye photos wapas kaise laye bina kisi data ke nuksaan ke bina. Agar ap apni important photos ko recover karna chahte hai lekin apko pata nahi ki kase wapas kare to pura lekh padhe or delete huye photo wapas kaise laye upay jane.

To chaliye pehle hum ye Jan lete hai ki hum kin case me mobile se delete photo ko recover kar skte hai. Agar apne apne phone me memory card ka use kiya hai or galati to photos delete ho gai hai to uski recovery possible hai. Lekin agar apne apne phone se hi data delete kar diya hai to uska ek hi solution hai jo niche mention hai.

Kya Kya Hai Es Blog Me

Mobile Se Delete Photos Wapas Laye Bina Kisi Software Ki Help Se

Yha hum batayenge ki aap bina kisi software ke istemal ke bina mobile se delete pic ko kase wapas la skte h. Niche di gai jankari apke liye labhdayak hai. Mobile ka hua data wapas lana utna hi asaan hai jitna use delete karna.

  1. Pehle, aap apne Phone ki Galary me jao.
  2. Aab, Apko upper albums ka option dikhega us par click kare.  delete huye photo wapas lana hai
  3. Phir, thoda niche aaoge to apko recently deleted ka option dikhega. Us par jab aap click kroge to jo apne delete kari hai vo sari photos aur videos dikhai denge.  Mobile se delete photo wapas kaise laye
  4. Ab apko jitni bhi photos aur video vapas chaiye unko select kare and restore option par click karke wapas la sakte hai.  delete huye photo wapas kaise laye
  5. Jab ap recently deleted ke option par click karte hi apki photos aur videos apke mobile ki gallery me save ho jayegi.

Ap upar diye gaye method ko follow krke phone se delete photos wapas ni hui. And ap apne pics ko wapas lana chahte hai to apko agle samadhan par jana chaiye jiska ulekh humne aage kiya hai. Janane ke liye niche diye gye paragraph ko pdhe aur jane delete huye photo wapas kaise laye.

Mobile Se Delete Photo Ko Kaise Wapas Laye Jane Sabse Saral Upay

Aap SysTools SD card data recovery software ka upyog karke aap deleted photos or videos ko wapas kar skte hai bina kisi data ke nuksaan ke. Software bahut sari languages ko support karta hai. Utility SD card ke sare brands se data ko wapas la sakta hai. Yeh tool deleted, corrupted, and formatted data ko wapas karta hai. Es software ka upyog har koi kar skta hai.

Yeh software apke phone se deleted data ko wapas ni karta hai ye apke phone me attached SD card se data ko wapas lata hai. Es tool ki sabse achi baat yeh hai ki yeh free demo version deta hai. Jisme upyogkarta apne data ko preview kar sakta hai.

Download Now Purchase Now

Delete Photo Recovery Kaise Kare Jane 4 Asan Steps

Step 1: Sabse pehle, software ko apne computer me download and install kare. Uske baad deleted memory card ko card reader ki help se connect kare.

Step 2: Ab, utility apke SD card ko scan karne ke do option dega. Ap Scan option ko select karke memory card se delete data ko recover kar sakte hai. Formatted scan ko ap tab select karenge jab ap formatted data ko wapas karna hai

SD card se delete huye photo wapas kaise laye

Step 3: Eske baad, tool apko sabhi recovered folder ke data ko preview karayega or deleted data ko red color se highlight Karega.

Mobile Se Delete Photo Ko Kaise Recover Kare

Step 4: Ab akhiri me, ap save option par click karke sara data save kar skte hai. Agar apko kuch data save karna hai to select karke data ko save kar skte hai. Aur agar sara data ek sath save krna hai to vo b kar sakte hai.

delete huye photo ko wapas kaise laye

Kuch Jaruri Tips Mobile Se Delete Photo Ko Recover Karne Ke Liye

  • Apne memory card ko trusted antivirus se scan karte rhe
  • Har 15 din me apne data ka backup dusre storage device me bnate rahe
  • Jab data delete ho jaye to dusra data save na kare. Varna data overwritten ho jayega fir recovery possible nahi h.

Akhiri Shabd

Es post me apko humne 2 tareeke btaye hai. Unki madad se mobile se delete photo ko kaise wapas laye. Ap koi b tarika apni need ke anusar istemal kar skte hai. Esme humne software ke steps and features ke bare me bhi btaya hai. Yeh tool free demo version pradan karta hai ap tool ke features check kar skte hai. Ab apki marji hai ap manual samadhan chunate hai ya software sunate hai.

FAQ’s

Connect With Us

+9111-28084986