होम » हिंदी » डाटा रिकवरी » Computer Se Delete Hui File Ko Kaise Recover Kare – Sabse Acha Tarika

Computer Se Delete Hui File Ko Kaise Recover Kare – Sabse Acha Tarika

author
Published By Deepmala Pandey
Anuraag Singh
Approved By Anuraag Singh
Published On December 6th, 2021
Reading Time 3 Minutes Reading

Es blog me aap janenge ki agar computer se apka data galati se apse delete ho jaye to aap computer se delete hui file ko kaise recover krenge. Es post me hum apko Sabse acha solution btaynge bina kisi data ke nuksaan ke. To dosto computer se delete hui file ko kaise recover kare. Agar bhi es pareshani se gujh rahe hai to es article ko pura pdho.

Kai bar upbhogta apne computer se waste data ko delete karte hai lekin aanjane me vo useful file ko delete kar dete or fr file ka backup bhi nahi hai vo sara data delete ho jata hai. Es situation me upbhogta ko samajh nahi aata ki data ko kase recover karna hai. Aur vo bahut preshan ho jate hai.Lekin agar ap bhi es preshani se gujar rahe hai to tention mat le.

Es preshani ka smadhan hamare pass hai ap Jiska naam SysTools Computer data recovery recovery software ka upyog karke computer se deleted data ko recover kar skte hai. Yeh software deleted, corrupted and formatted, virus infected har prakar se lost data file recover karta hai.

SysTools Software ka Upyog Karke Computer Se Delete Hui File Ko Kaise Recover Kare

  • Sabse pehle ap application download kare uske baad install kare apne Windows PC me
    Download Now Purchase Now
  • Ab aap Scan option par click karke delete hui file ko recover kare deleted files
  • Eske baad tool apko restored data ka preview dikhayega permanently deleted files
  • last me aap apne delete hui files ko save kar skte hai apne system me jaha ap chahe. computer

En sab step ko follow karke ap computer se deleted hui file ko recover kar skte hai. Es software me sabse achi baat yeh hai ki yeh free demo version provide deta hai. Eski help se aap pehle apne deleted data ko dekh sakte hai fir data ko recover karne ke liye tool kharid skte hai.

Kuch Jaruri Bate Jo Aapko Yaad Rkhni Chaiye

  1. Apko hmesha apne data ka backup lete rhna chaiye jisse aagr apka data delete ho jaye to aap recover kar sako.
  2. Apne system ko koi trusted antivirus software install krna chaiye.
  3. Sabse important baat ki jab apke drive se delete ho gai hai to ap koi new data save and delete mt kre. Varna apka data overwrite ho jati hai.

Aakhiri Sabad

Yeh article un users ke liye usefull hoga jo computer se delete hui file ko recover karna chahte. Kyuki es post me humne sabse best tool ki baat ki jo files ko insantly recover karta hai. Yeh bina kisi data ko delete kiye data ki recovery karta hai. Mai to ye kahungi ki es utility ka upyog jarur krna chaiye.

Connect With Us

+9111-28084986