होम » हिंदी » डाटा रिकवरी » Laptop Se Delete Video Kaise Recover Kare

Laptop Se Delete Video Kaise Recover Kare

author
Published By Deepmala Pandey
Anuraag Singh
Approved By Anuraag Singh
Published On December 6th, 2021
Reading Time 3 Minutes Reading

Laptop me rakha hua jaruri import video deleted ho gaya hai aur aap usko recover karna chahte hai? Lekin aap es baat ko lekar pareshan hai ki laptop se delete video ko kaise recover kare. To chinta na kare es post ko pura padhe jane 2 sabse acha solution.

Jadatar logo ko aadat hoti hai apne laptop se unused data ko delete karne ki fir vo anjaane me kuch important videos or files ko delete kar dete hai. Baad me unko realize hota hai hai ki unhone important data ko delete kar diya. Agar aap bhi unme se ek hai jo laptop se delete video ko recover karna chahte hai to yha apko 100% secure method ke bare me pta chlega.

Laptop Se Delete Video Kaise Recover

Laptop aur computer se delete hoke recycle me store ho jati hai. To aapki videos files agar delete ho gai h delete button ke press karne se to aap recycle se delete file ko recover kar sakte hai. Restore hone ke baad apki file jaha pehle save thi vhi show hogi. Ab apko mai bataungi aap kase recycle bin se deleted videos kaise recover kare.

  1. Sabse pehle recycle bin icon par click kare Laptop Se Delete Video Kaise Recover Kare
  2. Then delete file ko search bar me search kare Laptop Se Delete Video Kaise Restore Kare
  3. Ab deleted file par right click karke restore option par click kare or laptop se delete video ko recover kare. recover

ES steps ko follow karke agr apne recycle bin se delete file ko recover kare liya to good agar nahi kiya to aage padhe. Agar apne apni video ko shift delete kari to upper diya hua method apke liye nahi hai. Tab apke pass agar backup hai to aap uska use kar sakte agar apke pass backup ni hai to next step par move kare. Niche diye gaye method se aap apna data tabhi recover kar skte hai jab aap file delete hone ke baad koi new file na save ki ho agar apne save karenge to apki file overwrite ho jayegi aur apka data kabhi recover nahi hoga.

Laptop se Deleted Video ko Recover Karne ke Liye Best Solution

Aap hard drive data recovery software ka upyog karke apni recover kar sakte hai. Es tool ki sabse khas baat yeh hai ki ye multiple languages ko support karta hai. Tool filter option provide karta hai agar ap category wise filter apply karna chahte hai to kar skte. It means agar ap only photos recover karna chahte to ap filter ka use karke bs photos ko reocver kar skte. Yeh deleted corrupte and formatted data ko recover kar skta hai. Yeh tool experts dwara tested hai aur unhone es tool ki rating 5 me se 4.5 ki hai. To aap es baat se andaja laga sakte hai ki ye tool kitna acha hai.

Tool ka Working janane ke Liye Niche Diye Gaye Step ko Dekhe

Step 1: Sabse Pehle aapne system me hard drive recovery tool ko download and launch kare

Download Now Purchase Now

Step 2: Ab scan option par click kare laptop se delete video ko recover karne ke liye

restore

Step 3: Eske baad tool apko deleted data ka preview karayega

recovery data

Step 4: At the end aap save option par click karke delete data ko recover kar skte hai

computer se deleted video ko kaise recover kare

Final Verdict

Ummid karti hu apke liye mera ye blog laptop se delete video ko kaise recover kare usefull hoga. Apko mane do solution btaya hai agar apne simple delete kiya hai to recycle bin recover karle. Agar shift delete kiya hai to tool ka upyog ka skte hai. Utility apko free demo version bhi provide karta hai ap use tool ke features check kar skte hai.