होम » हिंदी » डाटा रिकवरी » Pen Drive Se Deleted Data Kaise Recover Kare – Jane Asan Tarika

Pen Drive Se Deleted Data Kaise Recover Kare – Jane Asan Tarika

author
Published By Deepmala Pandey
Anuraag Singh
Approved By Anuraag Singh
Published On December 6th, 2021
Reading Time 3 Minutes Reading

Pen drive ka use hum data ko store karne ke liye karte hai. Pen drive se hum bahut asani se data handle kar sakte hai. Aur data ko asani se ek computer se dusre computer me transfer kar sakte hai. Pen drive ko use karna bahut asaan hai lekin kabhikbar galti se humse pendrive se important data delete ho jata hai usse hume bhut dikkat hoti hai sath hi bahut sari pareshaniyo ko face karna padta hai par aisi situation me hume ghabrane ki jarurat hai.

Kya Apke pen drive, memory card ya kisi bhi external device se data delete ho gya hai. Agar Nahi to well and good agar ha to chinta na kare aaj mai apko pen drive se deleted data ki recovery ke bare me btaungi. Islye es lekh ko dhyan se padhe or pura lekh padhe aur jane pen drive se delete data ko wapas kaise laye.

Pendrive Se Delete Data Kaise Recover Kare With Automated Solution

Aap pen drive data recovery software se aap apne deleted, corrupted and formatted data ko recover kar skte hai. Yeh tool har tarah ke data ko recover kar skta hai jaise photos, videos, audio’s, files and folders ityaadi. Yeh tool FAT, NTFS, exFAT, formatted pen drives and recover karta hai formatted data ko kuch asaan clicks me. Yeh tool multiple languages ko support karta hai. Aur pen drive ke sare brands ko supports karta hai.

Yeh tool support karta hai deleted, corrupted and formatted data ko dynamic disk se. Yeh permanently deleted data ko highlight karta hai red color se. Yeh Windows based software hai. Windows ke sare version ko support karta hai chahe vo latest version ho ya fr purana tool.

Pen Drive Se Deleted Data Kaise Recover Kare Jane Yaha

  • Pehle ap application ko download kare uske baad install kare apne PC me

    Download Now Purchase Now

  • Eske baad aap Scan option par hit karke delete hui file ko recover kar sakte hai
  • Ab tool apko recovered data ka preview dikhayega
  • Ant me aap apne delete hui files ko save kar skte hai apne system me jaha ap chahe.

Akhiri Words

Maine apko sabse asan tarika bataya hai pen drive se deleted data kaise recover kare. Aap upper di gai guidelines ko follow karke data ko recover kar skte hai. Yes tool Deleted, corrupted, formatted aur virus infected data ko recover karne me madad karta hai. Es software ka upyog karna bahut hi asan hai. Aur yeh tool free demo version pradan karta hai or esse use software ke unlimited features ko check kar skta hai.

Connect With Us

+9111-28084986